आज की भारतीय नारी

Wednesday, January 27, 2010



सूरत भी है,खुबसूरत भी है,
और हर दिल की वो ज़रूरत भी है,
वो शरमाती भी है और घबराती भी है,
और दिल में जज़बातों को छुपाती भी है,
कभी धूप है,कभी छाँव है,
कभी आग है,कभी पानी है,
कभी दोस्त है,कभी बहन है,
या कभी धड़कते दिल की कहानी है,
जिस रिश्ते को भी निभाये,उसे निभाये पूरे मन से,
जीती है वो दूसरों के लिए,पर खुद की एक ज़िंदगानी भी है,
जिस मन को छू ले वो, उस मन को वो पावन कर दे,
ऐसी है वो आज की भारतीय नारी,
जो हर घर की शोभा,और हर घर की 'रानी' भी है।

3 comments:

Unknown said...

Hello mohit ji....
Main sirf ek baat kehna chahti hoon Mohit ji Apki kalpna bahut khubsurat hai. Par kya aaj bhi esi he hai Bharat ki nari, Kyo har kisi ki buri najro ke ghere mai hai ye bhartiya nari? kyon aaj bhi purusho se peeche hai nari? jab shobha, gurur hai naari toh kyo surakshit nahi hai aaj ye bhartiya naari???
Rupali..........

Mohit Kumar Jain said...

rupali ji thanks for your comment.yeh sirf ek kavi ki bhavnayein hain.vastavikta mein hum sabko gehraai se is baat ko samajhna hoga tabhi ek vastavik adarsh bhartiya naari nikhar kar saamen aayegi.

Unknown said...

Main abhi chodha sal ki hun par vartaman ke paristhitio ko dekh rahi hun . aaj ke samaj mein nari ki ejjat ko pardo ki najro se dekha jata hain , bahar se acha-acha andar se bhanumati ka pitara .lekin agar aap jaisa swatch vyakti agar samaj main ho toh nario ko kisi se darr nahi. bari najakat se apne nario ke vyaktitwa ko tarasha hai dil se aap ki wah-wahi kar rahi hun qubool kare.
meri taraf se bhi nari ke liye ek kawi ke shabdo ka prayog-

" nari tum kewal shradha ho vishwas rajat nag pag tal main
piush shrot si baha karo jeevab ke sundar samtal main."